Kareena Kapoor apni aane wali film Agent Vinod main pehli bar mujra karti nazar aayen gi. Kareena Kapoor k career ka ye pehla ujra hay aur es mujray ko bollywood ka modern mujra kaha ja raha hay.
Ghulabi libas main Kareena buhat khubsurat lag rahin hain agar es mujay ko dekh kar ye sawal uthta hay k ye kesa mujra hay. Kareena ka keha hay k ye mujra Rakha jee ki nazar hay. Jesa mujra Rekha jee ne film UMrao Jaan main kiya hay wo un k bas ki baat nahi.




